Aasan Tha Lyrics – Shubham Sarkar
Aasan Tha - Shubham Sarkar
Saanjh ke jahrokho mein, Kyun tera hua na, Raat ke khalishon mein, Kyun gum ho jaana.
Karvate ab badal gayi, Dar badar si kar gayi, Nindon ka meri, Kyun gum ho jaana.
Aasan tha tera mujhe bhulana, Ehsaan tha tera muskurana, Yaad kar woh beete pal jo, Sath humne guzare.
Wo akadna wo jhagadna, Khoobsurat nazarae, Kuch dino ka tha tera mera afsana, Aasan tha tera mujhe bhulana.
Yaadein teri mujhse judi, Kyun tu na samjhe aye ajnabi, Kya main kahun kaise kahun, Tham si gayi hai tujh bin duniya meri.
Yaad kar wo beetein kal jo, Sath humne guzare, Wo akadna vo jhagadna, Khoobsurat nazaare.
Tere saanso mein bass mera haq hai, Iss baat pe kyun tujhko shaq hai, Ek pal bhi main ab jee nahi sakta, Tujhe paane ka sirf mera haq hai.
Jaan kar bhi kyun na jaane, Tu baatein meri naa maane, Jeena mera marna mera, Bas tere hi hawale.
Aasan tha, Ehsaan tha tera muskurana.
Aasan Tha Song Info:
Song: | Aasan Tha |
Singer(s): | Shubham Sarkar |
Musician(s): | RK Tiwari |
Lyricist(s): | Nilay Sharma, Rahul Somaiya |
Cast: | Harshit Pathak, Richa Sharma |
Label(©): | Zee Music Company |