Hum Tum Lyrics – Sukriti Kakar & Prakriti Kakar
Hum Tum - Sukriti Kakar & Prakriti Kakar
Yaadon mein tu hai, Haan bas tu he, Kaisa yeh jaadoo kiya, Hoon main adhoori, Tu hi zaroori, Bin tere laage na jiya .
Nasha sa teri aakhon mein baaton mein, Tu jeene ki vajah, Mazaa na inn sooni sooni raaton mein, Aaja na yun na tadpa.
Tum hum aur hum tum, Ho jaye kahin ghum mahiya, Main tere bina gum sum, Na jane tune aisa kya kiya.

Jaau na kabhi tujhe chhodke sajna, Ek pal ke liye bhi door, Tere sath mujhe hai chalna, Jahan jahan le jaye tu.
Main khoyi khoyi hoon, Na soyi soyi hoon, Jab se tu hai milla, Chupa kahan tha tu?, Zara bata de tu, Tujhpe rahun main fidaa.
Nasha sa teri aakhon mein baaton mein, Tu jeene ki vajah, Mazaa na inn sooni sooni raaton mein, Aaja na yun na tadpa.
Tum hum aur hum tum, Ho jaye kahin ghum mahiya, Main tere bina gum sum, Na jane tune aisa kya kiya.
Tum hum aur hum tum, Ho jaye kahin ghum mahiya, Main tere bina gum sum, Na jane tune aisa kya kiya.
Kaisi hai ye betaabiyaan, Badne do nazdeekiyaan, Tere bina har lamha, Kaise jiyun main tu bata .
Tum hum aur hum tum, Ho jaye kahin ghum mahiya, Main tere bina gum sum, Na jane tune aisa kya kiya.
Tum hum aur hum tum, Ho jaye kahin ghum mahiya, Main tere bina gum sum, Na jane tune aisa kya kiya.
Hum Tum Song Info:
Song: | Hum Tum |
Singer(s): | Prakriti Kakar , Sukriti Kakar |
Musician(s): | Lost Stories |
Lyricist(s): | Mellow D |
Label(©): | VYRL Originals |