Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani Lyrics – Lakhbir Singh | Navratri Song

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani Lyrics has sung by Lakhbir Singh Lakkha with music of this latest Navratri song given by Surinder Kohli and Pyara Saja Hai bhajan written by Guru Ji Ram Lal Sharma,Saral Kavi,Santosh Singh.

Get Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani Song Information

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani - Lakhbir Singh

Darbaar tera darbaaron mein, Ek khaas ahamiyat rakhta hain, Usko waisa mil jata hain, Jo jaisi niyat rakhta hai.
Pyara saja hai tera dwar bhawani, Pyara saja hai tera dwar bhawani, Bada nyara saja hai tera dwar bhawani, Nyara saja hai tera dwar bhawani.
Bhakton ki yahan bhakto ki, Tere bhakton ki lagi hai katar bhawani, Bhakto ki lagi hai katar bhawani, Bada pyara saja hai tera dwar bhawani, Pyara saja hai tera dwar bhawani.
Unche parvat bhawan nirala, Unche parvat bhawan nirala, Unche parvat bhawan nirala, Unche parvat bhawan nirala.
Aake sheesh navawe bhawani, Sheesh navawe bhawani, Pyara saja hai tera dwar bhawani, Pyara saja hai tera dwar bhawani.
Jagmag jagmag jyot jage hai, Jagmag jagmag jyot jage hai, Ho jagmag jagmag jyot jage hai, Jagmag jagmag jyot jage hai.
Tere charno mein ganga ki dhaar bhawani, Charno mein ganga ki dhaar bhawani, Tere bhakton ki lagi hai kataar bhawani, Bhakton ki lagi hai kataar bhawani, Bhakton ki lagi hai kataar bhawani.
Lal chunariya lal lal chuda, Lal chunariya lal lal chuda, Ye lal chunariya lal lal chuda, Lal chunariya lal lal chuda.
Gale lal phoolon ke sohe haar bhawani, Lal phoolon ke sohe haar bhawani, Bada pyara saja hai tera dwar bhawani, Pyara saja hai tera dwar bhawani.
Sawan mahina maiya jhoola jhulein, Sawan mahina maiya jhoola jhoolein, Savan mahina maiya jhoola jhulein, Sawan mahina maiya jhoola jhoolein.
Dekho roop kanjko ka dhaar bhawani, Roop kanjko ka dhaar bhawani, Pyara saja hai tera dwar bhawaani, Pyara saja hai tera dwar bhawaani.
Pal mein bharti jholi khaali, Pal mein bharti jholi khaali, Pal mein bharti jholi khaali, Pal mein bharti jholi khaali.
Tere khule daya ke bhandaar bhawaani, Khule daya ke bhandaar bhawani, Tere bhakton ki lagi hai kataar bhawani, Bhakton ki lagi hai kataar bhawani.
Lakkha ko hai tera sahara maa, Hum sabko hai tera sahara, Lakkha ko hai tera sahara maa, Hum sabko hai tera sahara.
Karde apne saral ka beda paar bhawani, Karde apne saral ka beda paar bhawani, Bada pyara saja hai tera dwar bhawani, Pyara saja hai tera dwar bhawani.
Bhakto ki, tere bhakto ki, Yaha bhakto ki lagi hai kataar bhawani, Bhakto ki lagi hai katar bhawani, Tere bhakto ki lagi hai katar bhawani, Bhakto ki lagi hai katar bhawani.
Bolo pyara saja hai tera dwar bhawani, Pyara saja hai tera dwar bhawani, Pyara saja hai tera dwar bhawani, Pyara saja hai tera dwar bhawani.
Written by: Guru Ji Ram Lal Sharma, Santosh Singh, Saral Kavi
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani Lyrics – Lakhbir Singh | Navratri Song

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani Song Info:

Song: Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Singer(s): Lakhbir Singh Lakkha
Musician(s): Surinder Kohli
Lyricist(s): Guru Ji Ram Lal Sharma, Santosh Singh, Saral Kavi
Label(©): T-Series Bhakti Sagar
Scroll to Top