Mehndi Wale Hath Lyrics – Guru Randhawa
Mehndi Wale Hath Lyrics
Mehendi wale haath wo tere, Payal wale paon, Mehendi wale haath wo tere, Payal wale paon.
Yaad bahot aate hain mujhko, Tu aur apna gaon, Kachi pagdandi ke raste, Aur neem ki chaon, Kachi pagdandi ke raste, Aur neem ki chaon.
Yaad bahot aate hain mujhko, Tu aur apna gaon, Mehandi wale hath.
Gaon ka wo talab, Jahan har roj mila karta tha, Baatein karte karte, Teri chudi bhi ginta tha.
Teri bholi baatein sunkar, Aksar main hasta tha.
Yaad unhe ab bhi karta hu, Shehar mein subah sham, Yaad unhe ab bhi karta hu, Shehar mein subah sham.
Yaad bahot aate hain mujhko, Tu aur apna gaon, Mehndi wale hath, Oh mehndi wale hath.
Kya tune ab bhi rakhe hai, Prem ke wo sandesh, Patthar bandh ke chat par teri, Deta tha jo faink.
Yaad mujhe karta hai kya tu, Ab bhi unko dekh.
Kya tere hothon ko pata hai, Ab bhi mera naam, Kya tere hothon ko pata hai, Ab bhi mera naam.
Yaad bahot aate hai mujhko, Tu aur apna gaon.
Mehndi wale hath wo tere, Payal wale paon, Mehendi wale haath wo tere, Payal wale paon.
Yaad bahot aate hai mujhko, Tu aur apna gaon.
Mehendi Wale Haath Song Info:
Song: | Mehendi Wale Haath |
Singer(s): | Guru Randhawa |
Musician(s): | Sachet-Parampara |
Lyricist(s): | Sayeed Quadri |
Cast: | Guru Randhawa, Sanjana Sanghi |
Label(©): | T-Series |