Ghalat Fehmi Lyrics – Superstar | Asim Azhar, Zenab
Ghalat Fehmi Lyrics
Jaayein kahan hain wafa yahan, Raahegaan sahebaan jo laga tha kabhi, Wo fareb-e-nazar aasaman, Ab sharafat nahi yeh riwayat nahi baaki.
Ho kisi ke kadar, Aisi aadat nahi baaki.
Aisa nahi kahin koyi hai, Ghalat fehmi jo bani hai, Khoya nahi apnapan, Ehsaas ki raah chuni hai.
Tarasti hain nigahein meri, Takti hain raahein teri, Suni kabhi aahein meri, Yeh kaise main bataun tujhe, Soti nahi aankhein meri, Kat ti nahi raatein meri.
Ke khwahishon pe khwabon ki, Barishein hazabon ki, Kahan gayi dhoop mere, Hisse ke sawabo ki.
In dard bhare naalo pe, Kar karam sawalo pe, Kyun sitam hai tera, Tere chahne walo pe.
Tarasti hain nigahein meri, Takti hain raahein teri, Chahiye panaah teri, Yeh kaise main bataun tujhe, Soti nahi aankhein meri, Kat ti nahi raatein meri.
Dhal nahi jaate pal nahi jaate, Doobti hai saansein, Dil aise bhar jaate.
Jaate hue lamhon ko, Paas bulata hai, Thodi si bhi doori dil, Seh nahi paata hai.
Sab hai dikhave jhoothe pehrave, Ek hi kadam laye 100 100 pachtave.
Sach tha ya ghalat fehmi, Par khwaab nahi jud paate, Dukh dete jaan leti hai, Taras zara nahi khate.
Sach tha ya ghalat fehmi, Par khwaab nahi jud paate, Dukh dete jaan leti hai, Taras zara nahi khate.
Tarasti hain nigahein meri, Takti hain raahein teri, Chahiye panaah teri, Yeh kaise main bataun tujhe, Soti nahi aankhein meri, Kat ti nahi raatein meri.
Ke khwahishon pe khwabon ki, Barishein hazabon ki, Kahan gayi dhoop mere, Hisse ke sawabo ki.
In dard bhare naalo pe, Kar karam sawalo pe, Kyun sitam hai tera, Tere chahne walo pe.
Aisa nahi kahin koyi hai, Ghalat fehmi jo bani hai, Khoya nahi apnapan, Ehsaas ki raah chuni hai.
Aisa nahi kahin koyi hai, Ghalat fehmi jo bani hai, Khoya nahi apnapan, Ehsaas ki raah chuni hai.
Aisa nahi kahin koyi hai, Ghalat fehmi jo bani hai, Khoya nahi apnapan, Ehsaas ki raah chuni hai.
Ghalat Fehmi Song Info:
Song: | Ghalat Fehmi |
Album: | Superstar |
Singer(s): | Asim Azhar , Zenab Fatimah Sultan |
Musician(s): | Saad Sultan |
Lyricist(s): | Shakeel Sohail |
Label(©): | Asim Azhar |