Inaayat Lyrics – Tanzeel Khan
Inaayat Lyrics
Meri ye dono aankhein, Dhoonde tujhi ko aise, Jaise hai tujhse hi ab vaasta.
Doori na tere mere, Dil darmiyan yun chahun, Fir bhi na jaane kyun hai faasla.
Parvaah na meri hai zameen, Na mera aasmaan, Main jaaun jahan bhi, Main dekhu tujhi ko, Yeh kaisa nasha sa.
Tu meri hi thi aur meri hi rahe, Main jaaun jahan bhi duaein yeh maangu, Hmesha yun rozaana.
Jaaga raha teri yaad mein main, Jaaun jahan wahan paaun tujhe, Joodi tujhi se har khwaishein, Meri inaayat tu.
Jaaga raha teri yaad mein main, Jaaun jahan wahan paaun tujhe, Joodi tujhi se har khwaishein, Meri inaayat tu.
Meri inaayat tu, Meri inaayat tu.
Mujhmein samaya tu hai, Tera main hu aise, Jaise un badalon ka aasmaan.
Jin kahaniyon mein maujudgi na teri, Feeki har ik wo daastaan.
Oh tu meri hai raahi, Sunn meri jubaani, Main jaaun jahan bhi, Main dekhu tujhi ko, Yeh kaisi kahani.
Mera kuch bhi nahi tha, Main tha yun akela, Bhula saare gamon ko, Jo mere jahan mein, Tu laya sawera.
Jaaga raha teri yaad mein main, Jaaun jahan wahan paaun tujhe, Joodi tujhi se har khwaishein, Meri inaayat tu.
Jaaga raha teri yaad mein main, Jaaun jahan wahan paaun tujhe, Joodi tujhi se har khwaishein, Meri inaayat tu.
Meri inaayat tu, Meri inaayat tu, Meri inaayat tu, Meri inaayat tu.
Sir pe chadhi hai tu, Kuch ab yun mere, Baatein teri galat bhi, Ab sahi lage.
Kehti hai tu na hai koi pari magar, Mujhko toh jannat tera ghar lage.
Inaayat Song Info:
Song: | Inaayat |
Singer(s): | Tanzeel Khan |
Musician(s): | Tanzeel Khan |
Lyricist(s): | Tanzeel Khan |
Cast: | Ashi Khanna, Tanzeel Khan |
Label(©): | Tanzeel Khan |