Peene Ke Baad Senti Lyrics – Samar Monsoon
Peene Ke Baad Senti Lyrics
Main chahu privacy, Hai feeling dil mein desi, Mind na kario harkat, Karu jo aisi vaisi.
Meri habit hai rangeeli, Aur chori tu sharmili, Kabhi thanda barf se jyada, Kabhi hai matches ki tilli.
Sunle jara ikk teri hi mohabat ki, Dil me mere bajne lagi hai ghanti.
Peene se pehle anti, Peene ke baad senti, Balma tere pyaar ki, Main lungi na gurrantee.

Kaise karu aitbaar, Tu to moody banda hai, Kabhi kare na pyaar, Kabhi tu ishq mein andha hai.

Jhoothi jhoothi jhoothi, Teri baatein hai jhoothi, 24 ghnate tere, Main to deta hoon duty.
Na kar fikar, Manaa lunga mummy ko teri, Jo abhi hai meri aunty.
Peene se pehle anti, Peene ke baad senti, Balma tere pyaar ki, Main lungi na gurrantee.
Peene se pehle anti, Peene ke baad senti, Balma tere pyaar ki, Main lungi na gurrantee.
Peene se pehle anti, Peene ke baad senti, Balma tere pyaar ki, Main lungi na gurrantee.
Peene Ke Baad Senti Song Info:
Song: | Peene Ke Baad Senti |
Singer(s): | Samar Monsoon |
Musician(s): | Vivek Kar |
Lyricist(s): | Kumaar |
Cast: | Kavya Thapar, Samar Monsoon |
Label(©): | Zee Music Company |