Company Lyrics – Emiway bantai

Company Lyrics by Emiway Bantai: is latest Hindi song sung by Emiway Bantai with music is given by Sinato Beats while Company song lyrics also written by Emiway Bantai.

Get Company Song Information

Company Lyrics

Haan kya bolti company, Haan hosh mein hai ki nahi, Sab log idhar pe kya shot, Emiway bantai, Aur bantai wale yaad hai na, Haa fir se aa gaile.
Haan kya bolti hai company, Kamayle bahot money, Inko lag raha shane ban rahe, Agle lag rahe bahot funny.
Aapa chalen mat kar, Aaiba apun kattar, 37 sattar 17 tak pehchan hai.
Haan kya bolti hai company, Kamayle bahot money, Inko lag raha shane ban rahe, Agle lag rahe bahot funny.
Haan aapa chalen mat kar, Aaiba apun kattar, 37 sattar 17 tak pehchan hai.
Khana chod-de button, Paan alla mutton, Kya bolte ratan, Anmol hai ki nahi.
Yaad karao kidhar bhi jao, Lekin idhar mat marao, Desh mein rehne ki nahi ya, Passport visa karao.
Haan hosh mein sab soch mein, Kaise aaun emiway bantai ke pahonch mein, Andhere mein lala apun banke ghumein roshni, Apna khaya haq se na khaya kisi ka noch ke.
Haan hai kidhar ab dekh idhar, Chhokre sare ghoom rahe ek dam befikar, Ek nazar fir kaun gadar, Haan kya chahiye tere ko, Bas tu bol brother.
Haan khud ki izzat pyari hai, To dusaron ki bhi kar, Warna zillat denge poori, Zindagi rahenga dar.
I representing india, Bole to hindustan, One five down two fight kabristan.
Haan kya bolti hai company, Kamayle bahot money, Inko lag raha shane ban rahe, Agle lag rahe bahot funny.
Aapa chalen mat kar, Aaiba apun kattar, 37 sattar 17 tak pehchan hai.
Haan kya bolti hai company, Kamayle bahot money, Inko lag raha shane ban rahe, Agle lag rahe bahot funny.
Haan aapa chalen mat kar, Aaiba apun kattar, 37 sattar 17 tak pehchan hai.
Ah bhai bhay khalla mein, Behn bhindi bazaar mein, Aur dada dadar mein, Malum na father mein lala.
Hosh mein company kya, Aankh khuli andhe ke, Door rehna warna teri, Shot ho jayegi dhandhe ki kya, Haan company.
Haan peti nahi khoka hai, Pyaar hai ek dhokha hai, Dil laga sahi jagah, Ek aur mauka hai.
Arz kiya hai, Apne liye lade to hum bure ho gaye, Kya apne liye lade to hum bure ho gaye, Ya to neend poori ho gayi, Ya to khwab poore ho gaye.
Haan sachi baat bata raha, Kaun hai gareeb ka sahara, 10000 deposit 2000 bhada, Abhi kidhar nahi hai.
Kaayar logon mein jigar nahi hai, Khud se bane lala, Isliye zindagi mein fikar nahi hai.
Haan kya bolti hai company, Kamayle bahot money, Inko lag raha shane ban rahe, Agle lag rahe bahot funny.
Aapa chalen mat kar, Aaiba apun kattar, 37 sattar 17 tak pehchan hai.
Haan kya bolti hai company, Kamayle bahot money, Inko lag raha shane ban rahe, Agle lag rahe bahot funny.
Haan aapa chalen mat kar, Aaiba apun kattar, 37 sattar 17 tak pehchan hai.
Haan andar se tu naram, Fateli kar raha bahar se, Har koi kalakar, Koi nahi kam gunehgar se.
Sudhar gayele maa baap ko, Ghuma rele car se, Teer na talwar se, Darte parvardigar se.
Duniyadari chod beta kam dhandhe lag ja, Sudhar gayele apne tak aaya to phir samajh ja, Tujhse shana lala mere area ka bacha, Maa boli mehnat kar galat raste mat ja.
Ah batein nahi samjha rahi hai, To jane de haan jane de, Haan pehli fursat nikal, Dusari wali ko aane de.
Label wale bolen humko gaane de, De diya jhol liya, Label ke sath macha rele.
Haan darwaje pe thak thak, Paisa aa rahe fatt fatt, Lage rahe munna bhai, Raaste se tu hat mat.
Aaj karega mehnat, Fun hoga tera kal, Hoga tu safal bas, Aage badta chal, Chal chal chal.
Haan kya bolti hai company, Kamayle bahot money, Inko lag raha shane ban rahe, Agle lag rahe bahot funny.
Aapa chalen mat kar, Aaiba apun kattar, 37 sattar 17 tak pehchan hai.
Haan kya bolti hai company, Kamayle bahot money, Inko lag raha shane ban rahe, Agle lag rahe bahot funny.
Haan aapa chalen mat kar, Aaiba apun kattar, 37 sattar 17 tak pehchan hai.
Ye gaana poore desh ke liye, Haan poora desh, Poora desh chod poore duniya ke liye, Haan sunte reh, Mumbai walon ke taraf se, Haan bantai mapulwachhi.
Haan mumbai ke har ek, Kone khopche gali se haan sadak, Nave dialogue har din banish hai, Baki kya public sunish hai samjhish hai, Kya shot poora mumbai ek hai ek number, Baki har jagah pe ek thek hai, Har din dialogue ban rahe hosh mein.
Written by: Emiway Bantai
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!
Company Lyrics – Emiway bantai

Company Song Info:

Song: Company
Singer(s): Emiway Bantai
Musician(s): Sinato Beats
Lyricist(s): Emiway Bantai
Label(©): Emiway Bantai
Scroll to Top