Pagal Parindey Lyrics (The Kerala Story) – Sunidhi Chauhan
Pagal Parindey Lyrics
Na zameen mili na falak mila, Hai safar mein andha parinda, Jis raah ki manzil nahi, Wahin kho gaya hoke gumraah.

Hawa gaon ki ab bhi dhundh rahi, Bebas aankhein ye dhundhli hoti rahi, Na bola kuch na kuch kaha, Koi jata hai kya is tarah.
Na zameen mili na falak mila, Hai safar mein andha parinda, Jis raah ki manzil nahi, Wahin kho gaya hoke gumraah.
Jindaan ko udaan samajh baitha, Ek baar bhi mudke na dekha, Hare pedon ki shakhein chhod aaya, Masoom ko kisne behkaya.
Hariyali wo yaadon mein aati rahi, Raahein taqreerein roj sunati rahi, Na dua mili na mila khuda, Hua kaid pagal parinda.
Na zameen mili na falak mila, Hai safar mein andha parinda, Jis raah ki manzil nahi, Wahin kho gaya hoke gumraah.
Jehen mein kisne zeher dala, Rooh pe keher kar dala, Jhoothi tasveer dikha ke mazhab ki, Kambakht insan badal dala.
Dozakh ki taraf haye nadaan chali, Jannat gaon mein thi achi bhali, Aankhein khuli to sab dikha, Gumnaam hai ye parinda.
Na zameen mili na falak mila, Hai safar mein andha parinda, Jis raah ki manzil nahi, Wahin kho gaya hoke gumraah.
Pagal Parindey Song Info:
Song: | Pagal Parindey |