Chaukhat Lyrics – Gini (Acoustic)
Chaukhat Lyrics - Gini (Acoustic)
Chaukhat pe khade ho kyon, Samjhao mujhe roobaru, Ye kaise hua kahan se dhuan, Saanjh pe chhaya ban gaya.
Aankhein uthao tum, Zameen mein na ho gum, Ye kaise hawa ye bhuka bawandar, Raat ko raakh kar gaya.
Ye tumne kiya toh mera jiya, Bhor mein bairi ban gaya.
Par fir kabhi mile ham yahin, Savere ke aanchal ki chhaon sahi, Jab tak tumhein ye bhediye, Chhode na main yoon dhir mein wahin, Chaukhat parinde ginti rahungi.
Baraamde ki bandishein, Beej se bhar diye, Bujh jaye khwahishe, Soch na paye ye, Bairi jo ban gaya sakha.
Bhoot mein bigad gaye, Ab sahe mushkile, Haath tham ke hi ye, Bhaavi mein badh liye, Mudke hans do zara.
Baad mein ham agar, Jo jayenge bikhar, Saasein yahi hawa, Ye zameen ye jahaan.
Ye tumne kiya toh mera jiya, Kal kali ban gaya, Ye hamne kiya toh mera jiya, Beej se badh ban gaya.
Par fir kabhi mile ham yahin, Savere ke aanchal ki chhaon sahi, Jab tak tumhe ye bhediye, Chhodein na main yoon dhir mein wahin, Chaukhat parinde chaukhat parinde, Chaukhat parinde ginti rahungi.
Chaukhat Song Info:
Song: | Chaukhat |
Singer(s): | Gini |
Musician(s): | Gini |
Lyricist(s): | Gini |
Cast: | Gini |
Label(©): | Gini |