Kaanch Ke Ghar Lyrics – Seedhe Maut

Kaanch Ke Ghar Lyrics is a recent Hindi song performed by Seedhe Maut, featuring music produced by Calm and mixed & mastered by Hurricane. The lyrics are penned by Encore. The music video has been released under Seedhe Maut’s label.

Get Kaanch Ke Ghar Song Information

Kaanch Ke Ghar Lyrics - Seedhe Maut

Kaanch ke ghar jinke hote, Wo doojo ke gharo pe pathar ni fekte, Tujhe main bola tha rehende, Chup hu, ab aage se zada ni failte.
Ab tujhe hype aisi dunga, Ki bhula ni paega rahega sehm ke, Kaanch ke ghar jinke hote, Wo doojo ke gharo pe pathar ni fekte.
Aaja sunau ek kashmiri kahani, 2 rapper ki jinko thi chaiye azadi, Quota laga ke aae label mein, Aate hi chaalu label ki barbaadi (kaise?).
Azadi ke owner the do, Ek tha uday aur dusara tha mo, Uday sambhalta tha ahmer ko, Aur mo prabh tienas aur seedhe maut ko, Uday ko privilege hone ka guilt tha, You already know how that shit goes.
Ek sambhala ni tha zara use, Wo sign kar aaya fir nae rapper do, Hum bole jo karna hai kar, Lekin why do they flow jaise seedhe maut flow?, Wo bola ke sos fan hai tumhare, Wo seekhe hai hindi rap karna tum dono se.
Hum bole okay hum hote agar, Prabh jaise to sos lable mein hi ni hote, Hum paalte ni chochle, Hum sar neeche rakhte hai aur faadte hai bhosde, Back to the story.
Hum baithe the goa mein, Sa ke saath nanchaku serve kiya, Cook karre kitchen me nafrat tha stove me, Sa bola in unreleased gaano mi mixtape, Banado to bana dali न !.
Jaise hi nikaala wo project to sunne mein aya, Ki label mein chalri hawa ki, Label ke 2 hijde rappers, Mo se maange 1.5 lakh ki tankhwah, Shoot karne ko 1 video jisme hum pe tha diss!, Album ka concept kiya copy, “Kya?! tumpe diss?” ha humpe diss.
Kaanch ke ghar jinke hote, Wo doojo ke gharo pe pathar ni fekte, Tujhe main bola tha rehende, Chup hu, ab aage se zada ni failte.
Ab tujhe hype aisi dunga, Ki bhula ni paega rahega sehm ke, Kaanch ke ghar jinke hote, Wo doojo ke gharo pe pathar ni fekte.
Pichle verse mein tujhe de diya sab kuch, Aur is waale me tera cheen lunga sab kuch, Contront ni kara ye muh pe, Bas peeche hi peeche se karta rha phus phus, Ab ladki ka naam la ra beech mein, To address bhi le aa kyu raha hai chhup chhup?, Fooku main ghaas par jab milega dhua udega, Wo hoga ni kush kush.
Tu kehra hai concept bataya tha mo ko, To la saale proof de, Kab tak tu palega jhoot pe, Tune bataya tha uday ko par wo bola, Kisi ko kuch ni wo tha drug abuse me, Tairo tum sab mere moot me, Dete raho fake interviews pe pe fake interviews, Badalte raho logo ke views par antar rahega in views mein.
Ye 2 launde hai itne jaali, Ki peeth preche dete ahmer ko bhi gaali, Aur kehte hai baap pe hai paisa bahot, Uske to dekha ni hai usne struggle zara bhi, Aur tum gar ye baatein ni kehte, To ye kabhi mere gaano tak ni aati, Aur agar main kehra hu jhoot, To haath rakh quran pe, Aur khale kasam khuda ki i dare.
Aur tumhe janni sachai hai hamari ki to sunn, Seedhe maut ke struggle me rahi hai kahi layer, 5 saal pehele mahina tha june, Mo bola prabdeep hai lable ka star player, Kara humne cap ni na chhoda humne hausla, Hum khade rahe wahi bane rahe team player, Fati fir bayaan aur jab fati fir nayaab, To fir aayi saari nazare humi pe we here!.
To paji hue jealous aur insecure se, Wo baithe hai ghar pe aur hum hai tour pe, Ek waqt aisa tha ki hume kare har show open, Aur wo kare har show close the, Par jaha hum rakhte the fans ko pyaar se, Wo rakhta tha fans ko chaaku ki nok pe, Fans pe chillata to show pe ni aata koi, Fir bhi wo sareaam label ko dosh de.
Na hai mujhe kisi se pyaar, Aur na hai mujhe kisi se dushmani, Agar koi act kara sus to banau use victime, Aur witness ko dera hu hush money, Ye label ke saanp do muuhe dass ke chale gaye, Mujhe abhi bhi lagta hai shock, Ye duo hai beta hamara, Sos ka matlab hai straight outta seedhemaut.
Kaanch ke ghar jinke hote, Wo doojo ke gharo pe pathar ni fekte, Tujhe main bola tha rehende, Chup hu, ab aage se zada ni failte.
Ab tujhe hype aisi dunga, Ki bhula ni paega rahega sehm ke, Kaanch ke ghar jinke hote, Wo doojo ke gharo pe pathar ni fekte.
Shaitan ke saath karte nahi shaitani, Is waale verse ke liye nahi hu main sorry, Calm wala verse tere liye tha hi ni zara bhi, Wo koi aur tha rapper jisne apni maa chudali, Lekin tu bhi hai harami jaani baatein hai ghumara jaani, Ude kahi teer aur par tune apni mein ghusaliya jaani, Hijde ko do taali jaani clap wah re jaani, Tujhe laga hume tere baare me pata ni jaani?.
Ye dono phone hack karte hai, Kashmir me ladkiyo ki nudes leak karte hai, Jis din un ladkiyo me naam pata chal gaye us din, Tere ghar pe bich jaani kabre hai, Koi sala namard hi hoga, Jo beef ke peeche kare bandi badnaam, Jo kehna hai mujhko keh randi ke bache, Lelunga varna teri ammi ka naam.
Inme se ek hai naam aatanki par doosra hai aatankwadi, Ye pathar baaz hai, Army pe fekta hai pathar, Aur chidhta hai bharat se ye bhosdi ka patharbaaz hai, Chhati pe nishan hai iske jo ye, Dosto pe flex karta hai ye patharbaaz hai, Bhaarat me hai ye kamara aur usi pe pathar maare, Haan ye patharbaaz hai.
Written by: Seedhe Maut
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!
Kaanch Ke Ghar Lyrics – Seedhe Maut

Kaanch Ke Ghar Song Info:

Song: Kaanch Ke Ghar
Singer(s): Seedhe Maut
Musician(s): Calm
Lyricist(s): Seedhe Maut
Label(©): Seedhe Maut
Scroll to Top