Zor Ki Barsaat Hui Lyrics – Jubin Nautiyal
Zor Ki Barsaat Hui Lyrics - Jubin Nautiyal
Kal bade zor ki barsaat hui, Kal bade zor ki barsaat hui, Meri tumse pehli pehli mulakaat hui, Meri tumse pehli pehli mulakaat hui.
Haan baarish to bas ek bahana tha, Tere jo nazdiik aana tha, Aankhon se teri jo aankhein mili, Meri saansein tham gayi.
Chup rahe nazron se sari baat hui, Chup rahe nazron se sari baat hui, Meri tumse pehli mulakaat hui (mulakaat hui), Haan barsaat hui mulakaat hui.
Haan sara shehar soh raha tha, Tum thi khoyi masti me, Jaise koi chaand khoya ho, Taaron ki basti mein.
Naino mein tere shararat thi, Apni bhi thodi sharafat thi, Lekin jo dil mein thi chahat chhupi, Hothon pe aa gayi.
Is tarah fir pyaar ki shuruaat hui, Is tarah fir pyaar ki shuruaat hui, Meri tumse pehli mulaqat hui, Meri tumse pehli pehli mulaqat hui.
Haan resham si ye tu, Aur yeh sawan maheena, Dil mera jaaye pighal yeh kahin na, Boondein lapete huye hai badan pe, Tu baadalon se churaa ke.
Jaaye jidhar tu nazar meri jaaye, Kya dar hai tu gar jigar le bhi jaaye, Deewanepan ki hadon se guzar gayi, Dil kii ye lagi.
Bekarari mein hi aadhi raat hui, Bekarari mein hi aadhi raat hui, Meri tumse pehli mulakaat hui (mulakaat hui).
Jo barsaat hui mulakat hui, Jo barsaat hui mulakat hui.
Zor Ki Barsaat Hui Song Info:
Song: | Zor Ki Barsaat Hui |
Singer(s): | Jubin Nautiyal |
Musician(s): | Rochak Kohli |
Lyricist(s): | Gurpreet Saini |
Cast: | Jubin Nautiyal |
Label(©): | T-Series |