Aap Jaisa Koi Lyrics – An Action Hero
Aap Jaisa Koi Lyrics
Phool ko bahaar Bahaar ko chaman Dil ko dil Badan ko badan
Har kisi ko chahiye Tan man ka milan Kash mujh par aisa Dil aapka bhi aaye
To baat ban jaye Aaha baat ban jaye
Aap jaisa koi meri Zindagi mein aaye To baat ban jaye Aaha baat ban jaye
Jaane hamein ye kya ho gaya Madhosh hum ho gaye Wo ho sara jahan yun bhool ke Baahon mein hum kho gaye
Main insaan hoon farishta nahi Dar hai behak na jaun kahin
Tanha dil na sambhelga Pyaar bina ye tadpega Aap sa kahan hai Dil aapko hi paye
To baat ban jaye Aaha baat ban jaye
Aap jaisa koi meri Zindagi mein aaye To baat ban jaye O ho baat ban jaye
Song Credits
Song: Aap Jaisa Koi
Album: An Action Hero (Movie)
Artist: Altamash Faridi, Zahrah S Khan
Actor: Ayushmann Khurrana
Lyricist: Indeevar, Tanishk Bagchi
Musician: Tanishk Bagchi
Label: T-Series
