Ab Kya Jaan Legi Meri lyrics – Palaash Muchhal
Ab Kya Jaan Legi Meri Lyrics
Mainu nachna ni aata, Tune khoob hai nachaya, Aivein nakhre dikha ke mera, Khoon bhi jalaya.
Saddi saari pocket money, Tere naam pe uddi hai, Mera nikala deewala, Tujhe kuch naa padi hai.
Leke tera hangover, Jo na karna tha kiya, Kiye kitne hi loche, Jhootha panga bhi to liya.
Karun kuch bhi magar, Tu na manti hai meri, Baby itna bata de, Ab kya jaan legi meri.
Kya jaan legi meri, Kya jaan legi meri.
Kabhi mall kabhi movie, Kabhi shopping ki demand, Maine jhele hai wo saare, Jitne tune kiye kand.
Mera paisa mere naam se, Bas karti hai tu pyar, Meri jeb khali karke bhi, Na li tune dakaar, Saala car meri fir bhi, Tera driver bana main.
Kabhi disc kabhi pub, Kabhi leke gaya bar, Ab band kar dokhe ki dukaan, Hai jo teri baby itna bata de, Ab kya jaan legi meri.
Kya jaan legi meri, Kya jaan legi meri.
Silly shaunk ke liye bhi, Tune kya kya naa karya, Jaisi marji thi teri, Vaisa look bhi banaya.
Kabhi itni nahi thi, Meri aadatein chichori, Bass tere liye kiya hai, Daddy ka maal chori.
Bikk gayi meri gaddi, Poora karja chadha hai, Tere liye loot li hai maine, Mummy ki tijori, Baby itna bata de, Ab kya jaan legi meri.
Kya jaan legi meri, Kya jaan legi meri, Kya jaan legi meri, Kya jaan legi meri.
Ab Kya Jaan Legi Meri Song Info:
Song: | Ab Kya Jaan Legi Meri |
Singer(s): | Palaash Muchhal |
Musician(s): | Palaash Muchhal |
Lyricist(s): | Alok Jha, Bipin Das |
Cast: | Rashmi Desai, Shaheer Sheikh |
Label(©): | Pal Music |