Afreen Afreen Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan
Afreen Afreen Lyrics
Aisa dekha nahi khoobsurat koi, Jism jaise ajanta ki murat koi, Jism jaise nigahon pe jadoo koi, Jism nagma koi jism khushboo koi.
Jism jaise mehakti hui chandni, Jism jaise machalti hui ragini, Jism jaise ke khilta hua ik chaman, Jism jaise ke suraj ki pehli kiran, Jism tarsha hua dilkasho dilnashin, Sandli sandli marmari marmari.
Husn-E-Jana ki tareef mumkin nahi, Husn-E-Jana ki tareef mumkin nahi, Afreen afreen afreen afreen, Tu bhi dekhe agar toh kahe humnashin, Afreen afreen afreen afreen, Husn-E-Jana ki tareef mumkin nahi, Husn-E-Jana ki tareef mumkin nahi.
Jane kaisi bandhi tune ankhiyon ke dor, Man mera khicha chala aaya teri aur, Mere chehre ki subah zulfon ki shaam, Mera sab kuch hai piya ab se tere naam.
Nazron ne teri chua, Toh hai ye jadoo hua, Hone lagi hu main haseen.
Afreen afreen afreen, Afreen afreen afreen, Afreen afreen afreen, Afreen afreen afreen.
Chehra ik phool ki tarah shadaab hai, Chehra uska hai ya koi mahtaab hai, Chehra jaise ghazal chehra jane ghazal, Chehra jaise kali chehra jaise kamal.
Chehra jaise tasavur bhi tasveer bhi, Chehra ik khwab bhi chehra tabeer bhi, Chehra koi alif lail vi dastaan, Chehra ik pal yakeen chehra ik pal gumah, Chehra jaisa ke chehra kahin bhi nahi.
Mahrooh mahrooh mehjabin mehjabin, Husn-E-Jana ki tareef mumkin nahi, Husn-E-Jana ki tareef mumkin nahi, Afreen afreen afreen afreen.
Tu bhi dekhe agar toh kahe humnashin, Afreen afreen afreen afreen, Usne jana ki tareef mumkin nahi, Afreen afreen.
Afreen Afreen Song Info:
Song: | Afreen Afreen |
Album: | Coke Studio Season 9 |
Singer(s): | Momina Mustehsan , Rahat Fateh Ali Khan |
Musician(s): | Faakhir Mehmood |
Lyricist(s): | Rahat Fateh Ali Khan |
Cast: | Momina Mustehsan, Rahat Fateh Ali Khan |
Label(©): | Coke Studio |