Bantai Lyrics – Emiway | Dhundke Dikha Ep
Bantai Lyrics
Area mei fatke bhi lagate, The ek samay bantai, Ab bade hue dimag aur lade bantai, Zondagi se aur khudke dum pe aj khade bantai, 12vi tak sikhsha liya ache se, Pade bantai.
Angreji bhi apne hisab se hi chale bantai, Maa baap ne woh sab dilaya, Jo jo jo jo mangtai, bada ghada hua gharse paisa, Kayko mangtai.
Agar sharam nam ki cheez hai toh fir, Samajh bantai, Cidiya banao khudki aur fir chado bantai, Mei toh media se dur mat lado bantai, Yede ke ginti mei nai lena kisi ko bantai, Koi paise bachake paidal chalke, Jara bantai.
Bolo aur bantai kisko aur mangtai, Public ko kam padte gane bole aur mangtai, Bolo aur bantai kisko aur mangtai, Ek hi raat mei char panch che che che, Gana bantai chal.
Bolo aur bantai kisko aur mangtai, Public ko kam padte gane bole aur mangtai, Bolo aur bantai kisko aur mangtai, Ek hi raat mei char panch che che che, Gana bantai chal.
Koi ameer koi gareeb koi fakeer bantai, Koi laqueer se wazir koi taqdeer se bantai, Zarurat ke mouke pe koi na hazir hai bantai, Do din ka pyaar pale khechenge, Tasveer ye bantai.
Khudki galti nai dikhti kisi ko, Sach hai bantai, Sach bolega toh ghumo yaha bachke bantai, Agar imandari se jeere toh haq hai bantai, Jawab mangega toh denge seedha rakhke bantai.
Kismat nai bantai, Ye kudrat hai bantai, Gana bananeka choubiz ghanta, Lat hai bantai, Tu galat hai bantai, Ya fir sai hai bantai, Yeh baat janta hai khud tu, Tu nai hai bantai.
Mujhe maza ara jeene mei sab mast hai bantai, Bas bura laga dekhke sab vyast hai bantai, Koi pyaar nai jatara sablog fasgaye bantai, Log haske lagate sirf maske bantai.
Bolo aur bantai kisko aur mangtai, Public ko kam padte gane bole aur mangtai, Bolo aur bantai kisko aur mangtai, Ek hi raat mei char panch che che che, Gana bantai chal.
Mehnat karna seekho, Kamyabi ayega apne aap, Dusro ko dekh ke jaloge, Toh khud banjaoge rakh, Kholo ankh.
Duniya mein pyaar ki kami hai, Age badna seekho zindagi mei, Kyu wahi hai, Gharpe papa aur mummy hai, Zindagi sahi hai meri, Tu bhi kar sakta hai, panna palat jake teri, Galat rasta leke badne mein, Na lagti deri, Lekin aisi zindagi mein, Insaan khush nai rehta daily.
True talk.
Bantai Song Info:
Song: | Bantai |
Singer(s): | Emiway |
Musician(s): | Bass Mutant |
Lyricist(s): | Emiway Bantai |
Label(©): | Bantai Studio |