Bekhayali Lyrics – Kabir Singh | Arijit Singh
Bekhayali (Arijit Singh Version) - Kabir Singh
Bekhayali mein bhi, Tera hi khayaal aaye, Kyun bichadna hai jaruri, Ye sawal aaye.
Teri nazdeekiyon, Ki khushi behisab thi, Hisse mein fansle, Bhi tere bemisaal aaye.
Main jo tumse door hu, Kyun door main rahu, Tera guroor hu uun, Aa tu fansla mita, Tu khwaab sa mila, Kyun khwaab tod du.
Bekhayali mein bhi, Tera hi khayaal aaye, Kyun bichadna hai jaroori, Ye sawal aaye.
Thoda sa main kafa ho gaya, Apne aap se, Thoda sa tujhpe bhi, Bewajah hi malaal aaye.
Hai yeh tadpan hai yeh uljhan, Kaise jee lu bina tere, Mere ab sabse hai ann bann, Bante kyun ye khuda mere, O oo huu uuu...
Ye jo log’baag hai, Jungle ki aag hai, Kyun aag mein jalu, Ye nakaam pyar mein, Khush hain haar mein, Enn jaisa kyun banu.
Raatein dengi bata, Neendon mein teri hi baat hain, Bhoolun kaise tujhe, Tu toh khayalo mein sath hai.
Bekhayali mein bhi, Tera hi khayal aaye, Kyun bichadna hai jaroori, Ye sawaal aaye.
Nazar ke aage har ek manzar, Ret ki tarha bikhar raha hai, Dard tumhara badan mein mere, Zehar ki tarah utar raha hai.
Nazar ke aage har ek manzar, Ret ki tarha bikhar raha hai, Dard tumhara badan mein mere, Zehar ki tarah utar raha hai.
Aa zamaane aajma le ruthta nahi, Faanslon se haunsla yeh tutt’ta nahi, Na hai wo bewafa aur na main hoon bewafa, Wo meri aadaton ki tarah chhutata nahi.
Bekhayali (Arijit Singh Version) Song Info:
Song: | Bekhayali (Arijit Singh Version) |
Album: | Kabir Singh |
Singer(s): | Arijit Singh |
Musician(s): | Sachet-Parampara |
Lyricist(s): | Irshad Kamil |
Cast: | Kiara Advani, Shahid Kapoor |
Label(©): | T-Series |