भोला नाचे Bhola Naache Lyrics In Hindi – Paradox
Bhola Naache Lyrics - Paradox
Kaal hara kasht hara, Dukh hara dosh hara, Peeda hara daridra hara, Har har mahadev.
Raksha tum hi se hai, Tum hi se aapda, Shraddha tum hi mein hai, Tum hi mein aastha .
Bhatka tum hi mein main, Tum hi mein raasta, Bigadta uska nahi, Sir pe jiske haath hai aapka.
Hath hai aapka rachnatmak, Aap hi ho vinashak, Aap se andhera aap hi prakashak .
Aap hi se hai taakat, Aap hi se tathagat, Ye subah sanjh, Surya chaand aapki banawat.
Har dharti pataal aur ambar, Thar thar kaanpe, Jab bhi kaal bhayankar, Raudra roop me aake.
Bhola nache bhola nache, Bhola naache bhola nache, Bhola naache, Bhola mera naache (naache).
Dam dam dam dam dam, Dam dam dam dam dam.., Dam dam dam dam damru baaje.
Bhola nache bhola nache, Bhola naache bhola nache, Bhola naache, Bhola mera naache (naache).
Dam dam dam dam dam, Dam dam dam dam dam.., Dam dam dam dam damru baaje.
Tum se srishti tum tirodhana, Karna balak pe kadapi krodh na, Tum se stithi aur anugrah, Karo kripa kabhi lage bhi dosh na.
Tum se kirti tum se hosla, Jan jagat ka mujhe koi hosh na, Tum se riddhi siddhi, Tumsa maar sake tum he koi rok na.
Trilochna subhankara triyambakam, Sajyotra purush pushti vardanam, Aghor ishan tum vamadevam, Tripura sur nasht vaan bhasm chalan taran .
Mhara aapas maarko bhasam lagate, Bhoot aur dev pisach ke saath me aake.
Bhola nache nache nache nache nache, Bhola mera naache (naache).
Dam dam dam dam dam, Dam dam dam dam dam.., Dam dam dam dam damru baaje.
Bhola nache bhola naache, Bhola naache bhola naache naache, Bhola mera naache (naache).
Dam dam dam dam dam, Dam dam dam dam dam.., Dam dam dam dam damru baaje.
Bhola nache bhola naache, Bhola naache bhola naache naache, Bhola mera naache...
Dam dam dam dam dam, Dam dam dam dam dam.., Dam dam dam dam damru baaje...
Bhola Naache Lyrics In Hindi
काल हरा कष्ट हरा, दुःख हरा दोष हरा, पीड़ा हरा दरिद्रा हरा, हर हर महादेव|
रक्षा तुम ही से है, तुम ही से आपदा, श्रद्धा तुम ही में है, तुम ही में आस्था|
भटका तुम ही में मैं, तुम ही में रास्ता, बिगड़ता उसका नहीं, सर पे जिसके हाथ है आपका|
हाथ है आपका रचनात्मक, आप ही हो विनाशक, आप से अंधेरा आप ही प्रकाशक|
आप ही से है ताकत, आप ही से तथागत, ये सुबह संज, सूर्य चाँद आपकी बनावट|
हर धरती पाताल और अंबर, थर थर कांपे, जब भी काल भयंकर, रौद्र रूप में आके|
भोला नाचे भोला नाचे, भोला नाचे भोला नाचे, भोला नाचे, भोला मेरा नाचे (नाचे)|
डम डम डम डम डम, डम डम डम डम डम.., डम डम डम डमरू बाजे|
भोला नाचे भोला नाचे, भोला नाचे भोला नाचे, भोला नाचे, भोला मेरा नाचे (नाचे)|
डम डम डम डम डम, डम डम डम डम डम.., डम डम डम डमरू बाजे|
तुम से सृष्टि तुम तिरोधन, करना बलक पे कदापि क्रोध न, तुम से स्थिति और अनुग्रह, करो कृपा कभी लगे भी दोष न|
तुम से कीर्ति तुम से होसला, जन जगत का मुझे कोई होश न, तुम से ऋद्धि सिद्धि, तुमसा मार सके तुम ही कोई रोक न|
त्रिलोचन सुभंकर त्रियम्बकम, सज्योत्र पुरुष पुष्टि वर्धनं, अघोर ईशान तुम वामदेवं, त्रिपुर सुर नष्ट वाण भस्म चलन तारण|
म्हारा आपस मारको भस्म लगाते, भूत और देव पिशाच के साथ में आके|
भोला नाचे नाचे नाचे नाचे, भोला मेरा नाचे (नाचे)|
डम डम डम डम डम, डम डम डम डम डम.., डम डम डम डमरू बाजे|
भोला नाचे भोला नाचे, भोला नाचे भोला नाचे, भोला नाचे, भोला मेरा नाचे (नाचे)|
डम डम डम डम डम, डम डम डम डम डम.., डम डम डम डमरू बाजे|
Bhola Naache Song Info:
Song: | Bhola Naache |
Album: | Special Mahashivratri Songs |
Singer(s): | Paradox |
Musician(s): | An1k8t |
Lyricist(s): | Paradox |
Cast: | Paradox |
Label(©): | Paradox |