Chura Liya Lyrics – Sachet Parampara
Chura Liya Lyrics
Kuch kahaniyan, Samundar ki tarah hoti hai, Zaruri bhi adhoori bhi, Ek kinare se poora, Samundar nahi dikhta na.
Ye kahani pata nahi samundar hai, Ya zaruri hai.
Mere paas ek dil tha, Wo bhi tumne chura liya, Oh mere paas ek dil tha, Wo bhi tumne chura liya.
Ye marziyon ka malik, Kaise manaa liya, Oh mere paas ek dil tha, Wo bhi tumne chura liya.
Ilzaam na tu laga, Main chor nahi dil ki, Mera hai khayaal tu le khabar, Jaa aur kahi dil ki.
Ilzaam na tu laga, Main chor nahi dil ki, Mera hai khayaal tu le khabar, Jaa aur kahi dil ki.
Ab dekh na tu aise karke, Nazare sawaliya, Koi aur hoga jisne, Tera dil hai chura liya.
Main marziyon ka malik, Kaise manaa liya, Oh mere paas ek dil tha, Wo bhi tumne chura liya.
Mere paas ek dil tha, Wo tumne chura liya.
Main ajnabi tu ajnabi, Chalte hai wahan, Milte hai jahan dil, Duniya se lapata.
Chal nayi duniya mein jaye, Dar lage yo muskuraye, Khwaab dekhe aur gaye bewajah.
Maine aaj khwaab tera, Pal mein apna bana liya, Mere paas ek dil tha, Wo bhi tumne chura liya.
Main marziyon ka malik, Kaise manaa liya, Oh mere paas ek dil tha, Wo bhi tumne chura liya.
Dheere dheere tu mere, Armaan dil ka huaa, Ishq tera kyun mere, Imaan dil ka huaa.
Tu mila to is dafa, Sauda nazar se yun hua, Aankhon ke ek kasoor mein, Nuksaan dil ka huaa.
Na dil bharke baate ki thi, Na fir milne ka vaada tha, Ye kissa to aadha tha.
Chura Liya Song Info:
Song: | Chura Liya |