Dagaa Lyrics – Himesh Reshammiya | Mohd Danish
Dagaa Lyrics
Tajjub hota hai teri khudgarji teri zurrat se, Kambakht ruksat nahi ho sakta teri ulfat se.
Jab se tum dagaa karke juda ho gaye, Hum tabaah barbaad fanaa ho gaye, Jab se tum dagaa karke juda ho gaye, Hum tabaah barbaad fanaa ho gaye.
Hum tabaah barbaad fanaa ho gaye, Hum tabaah barbaad fanaa ho gaye.
Ye baat tere liye aam hai, Dil todna to tera kaam hai, Tu husn pe kitni magroor hai, Teri adavat to mash-hoor hai.
Yun hi tadap ke hi mar jaunga, Main aye dilruba, Ruswa tujhe bhi kar jaunga, Main aye dilruba.
Jee chahta hai du gaali tujhe, Par dil ijajat na deta mujhe, Raton ko tanha jo soyegi tu, Karke mujhe yaad royegi tu.
Roye roye mera dil bezubaan, Leli tune meri jaan.
Jab se tum dagaa karke juda ho gaye, Hum tabaah barbaad fanaa ho gaye, Jab se tum dagaa karke juda ho gaye, Hum tabaah barbaad fanaa ho gaye.
Hum tabaah barbaad fanaa ho gaye, Hum tabaah barbaad fanaa ho gaye.
Dagaa Song Info:
Song: | Dagaa |
Singer(s): | Mohd Danish |
Musician(s): | Himesh Reshammiya |
Lyricist(s): | Sameer |
Label(©): | Himesh Reshammiya Melodies |