Door Ho Gaya Lyrics – Akhil Sachdeva
Door Ho Gaya Lyrics
Aansuon ka sheher main ban gaya, Maine jabse tujhe hai kho diya, Aakhein teri bhi nam thi hui, Dard se dil tera bhi ro diya.
Na maine toda dil tera, Na hi tune kabhi mera, Rabba tu hi bata, Kyun ye ho gaya.
Door ho gaya kyun tu door ho gaya, Rab ko ye kaise manjoor ho gaya, Door ho gaya kyun tu door ho gaya, Rab ko ye kaise manjoor ho gaya.
Door ho gaya kyun tu door ho gaya, Rab ko ye kaise manjoor ho gaya.
Kho kar mere hathon se teri lakeerein, Maine khoi takdeerein, Mere guroor kho gaya.
Khoya , Tere sath jiye jo sawere, Teri shaam wo dopehrein, Wo fitoor kho gaya.
Na maine chodi thi khudai, Kyu ye mili hai judaai, Akh bhar aayi sapna choor ho gaya.
Saansein thodi si bachi hai, Jinme tu hi tu basi hai, Tu hi saans lene ki wajah.
Na maine toda dil tera, Na hi tune kabhi mera, Rabba tu hi bata kyu ye ho gaya.
Door ho gaya kyun tu door ho gaya, Rab ko ye kaise manjoor ho gaya, Door ho gaya kyun tu door ho gaya, Rab ko ye kaise manjoor ho gaya.
Door ho gaya kyun tu door ho gaya, Rab ko ye kaise manjoor ho gaya.
Dil ye keh raha bechara, Laut aaega tu yaara, Tab ye keh dunga khuda se, Saath tute na humara.
Kab tak door yun rahenge, Yun hi yaadon mein jalenge, Aaja thaam le mujhe fir, Mujhko jeena hai dobara.
Door ho gaya ho gaya, Door ho gaya, Hey ae ae, Door ho gaya.
Door Ho Gaya Song Info:
Song: | Door Ho Gaya |
Singer(s): | Akhil Sachdeva |
Musician(s): | Vaibhav Pani |
Lyricist(s): | Akhil Sachdeva, Akshay Tripathi |
Cast: | Adaa Khan, Sharad Malhotra |
Label(©): | CLIK RECORDS |