Farishtay Narak Ke Lyrics – Rajeev Raja
Farishtay Narak Ke Lyrics
Phulon se bhari phulwari rehni chahiye, Phulon se bhari phulwari rehni chahiye, Sarkare aati jaati rahengi, Par apni yaari rehni chahiye, Apni yaari rehni chahiye.
Hansa ke mujhko mere gum mein, Khud jo ro gaye, Hansa ke mujhko mere gum mein, Khud jo ro gaye.
Jinke sang mere sanskar kho gaye, Wahi jigri ab mere yaar ho gaye, Wahi jigri ab mere yaar ho gaye.
Farishtay narak ke kuch farar ho gaye, Farishte narak ke kuch farar ho gaye, Wahi paandu ab mere yaar ho gaye, Wo hi jigri mere yaar ho gaye.
Kuchh dost mere meethay bhi hain, Kuchh dost mere kadwe bhi hain.
Kuchh dost mere adwe bhi hain, Kuchh dost mere ? sadwe bhi hain.
Tum bhutiye ho chaman hutiye ho, Jinki wajah se hum shumar ho gaye, Wahi bewde ab mere yaar ho gaye, Wahi jigri ab mere yaar ho gaye.
Duniya ke jhoole, jhule magar, Yaron ke bin adhure sabhi, Mujhko pata hai tum paise na doge, Aaye jo mere din bure kabhi.
Karzdaar jinke liye ho gaye the, Unke hi ab karazdar ho gaye, Wahi hi langotiye ab mere yaar ho gaye, Wahi jigri ab mere yaar ho gaye.
Kuchh dost mere pariyon ke bhagat, Kuchh dost mere hai launde sakhat, Kuchh padhar jate hai ghar bewkht, Aur chooste hai mera rakt (blood).
Jo meri khatir sabse lade the, Har ek kaand me sath khade the, Wahi budhhu smjhdaar ho gaye, Wo hi d k boss dk yaar ho gaye, Wahi jigri ab mere yaar ho gaye.
Farishte narak ke kuch farar ho gaye, Wo hi jigri mere yaar ho gaye, Wahi paandu ab mere yaar ho gaye, Wahi bewde ab mere yaar ho gaye, Wo hi d k boss dk yaar ho gaye.
Farishtay Narak Ke Song Info:
Song: | Farishtay Narak Ke |
Singer(s): | Rajeev Raja |
Musician(s): | Vikaas Vishwakarma |
Lyricist(s): | Rajeev Raja |