Gaon Ki Yaad Lyrics – Hansraj Raghuwanshi
Gaon ki yaad Lyrics
Sarnata hi sarnata hai, Galiyon mein hai tanhaai, Sarnata hi sarnata hai, Galiyon mein hai tanhaai.
Sheharon ko chhod chhad ke aaj, Gaon ki yaad hai aayi, Sheharon ko chhod chhad kar aaj, Gaon ki yaad hai aayi.
Fir se wohi mehka sa, Aangan ko.
Jab chahe udd jaayein, Jab chahe mudd jaayein, Jab chahe udd jayein, Jab chahe mudd jaayein, Apne desh ko.
Kudrat ko loota, Manush ko loota, Safed chola odhe, Maal jam ke gala ghota.
Maash machi jo mila sab khaa gaye, Manav ke besh mein baba dekho danav aa gaye, Naam bhagwan ka paisa andar kiya, Brasht har ik dar har ik mandir kiya.
Ab saja paapo ki jab hai milne lagi, Dunia thar thar dar se hai hilne lagi, Hogi na humse bhool sikh mil gayi hai, Hogi na humse bhool sikh mil gayi ab.
Hum bache hai tere bhole, Ab to maaf kardo, Ab to maaf kardo.
Main fasa pardesh mein, Meri amma beetiya roye, Main fasa pardesh mein, Meri amma beetiya roye.
Aisa bhi kya gunaah kiya re, Manush pinjre mein roye, Bhole aisa bhi kya gunaah kiya re, Manush pinjre mein roye.
Thak gaye soye soye, Nindiya na hoye, Thak gaye soye soye, Nindiya na hoye.
Fir se wahi mehka sa, Aangan ko.
Jab chahe udd jaayein, Jab chahe mudd jaayein, Jab chahe udd jayein, Jab chahe mudd jaayein, Apne desh ko.
Fir se wohi mehka sa, Aangan ko.
Fir se wohi mehka sa, Aangan ko.
Gaon ki yaad Song Info:
Song: | Gaon ki yaad |
Singer(s): | Hansraj Raghuwanshi |
Musician(s): | Hansraj Raghuwanshi |
Lyricist(s): | Hansraj Raghuwanshi |
Label(©): | Hansraj Raghuwanshi |