Ghafil Lyrics – Altmash Faridi
Ghafil Lyrics
Bechain ankhein meri dhundhe tujhe har dum, Bechain ankhein meri dhundhe tujhe har dum, Tujhse bichad ke jana ye dil kare matam, Barbad hai zindagi ek dard hai aaj bhi, Is dard-e-dil ka sahil na hua.
Ye alag baat hai ke tu mujhe hasil na hua, Ye alag baat hai ke tu mujhe hasil na hua, Aur judaa hoke bhi main tujhse ghafil na hua, Aur judaa hoke bhi main tujhse ghafil na hua.
Pyar tera meri taqdeer mein shamil na hua, Pyar tera meri taqdeer mein shamil na hua, Aur judaa hoke bhi main tujhse ghafil na hua, Aur judaa hoke bhi main tujhse ghafil na hua.
Toota sitaara koi choota sahara koi, Jaake dobara koi aaya nahi, Jinda jamane tere mehke fasane tere, Kisse purane tere bhoola nahi.
Dil mein khalish si rahi afsos hai bass yahi, Kyun dil ye tere kaabil na hua.
Ye alag baat hai ke tu mujhe hasil na hua, Ye alag baat hai ke tu mujhe hasil na hua, Aur judaa hoke bhi main tujhse ghafil na hua, Aur judaa hoke bhi main tujhse ghafil na hua.
Aankhon mein pani leke teri nishani leke, Koi kahani leke main jee raha, Sunke sawere mere jhakhmi ye tere mere, Tanha basere mere tere siwaa.
Chup hai teri yaad bhi yaara tere bad bhi, Is dil mein koi dakhil na hua.
Ye alag baat hai ke tu mujhe hasil na hua, Ye alag baat hai ke tu mujhe hasil na hua, Aur judaa hoke bhi main tujhse ghafil na hua, Aur judaa hoke bhi main tujhse ghafil na hua.
Pyar tera meri taqdeer mein shamil na hua, Pyar tera meri taqdeer mein shamil na hua, Aur judaa hoke bhi main tujhse ghafil na hua, Aur judaa hoke bhi main tujhse ghafil na hua.
Jo dil mein lagi thi kharoch mita, Le aaj maine teri tasveer jala di.
Ghafil Song Info:
Song: | Ghafil |
Singer(s): | Altmash Faridi |
Musician(s): | Aslam keyi |
Lyricist(s): | Tanveer Ghazi |
Cast: | Altmash Faridi, Anjali Arora |
Label(©): | MOJO Music Studio |