Insaaf Lyrics – Suraj Chauhan
Insaaf Lyrics
Thukra ke chal diye tum, Lamhe the hazaar, Ik bari bhi nahi socha, Hoga mera kya.

Agar dhokha sahi hai to, Tere bhi sath ye hoga, Khuda ne zindagi di hai, To fir insaaf bhi hoga.

Pee raha hoon jee raha hoon, Hothon ko main see raha hoon, Katra katra mar bhi jaunga.

Faaslein chahe jitne ho, Hum tere rahenge tere rahenge, Kehte the mujhe.
Karwatein badalte waqt bhi, Khuda se maut bhi, Mang lete hai hum.
Dard itna dena ki jitna jhel paon, Khilona nahi dil hai, Ki humse khel jao.
Agar dhokha sahi hai to, Tere bhi sath ye hoga, Khuda ne zindagi di hai, To fir insaaf bhi hoga.
Agar dhokha sahi hai to, Tere bhi sath ye hoga, Khuda ne zindagi di hai, To fir insaaf bhi hoga.
Pee raha hoon jee raha hoon, Hothon ko main see raha hoon, Katra katra mar bhi jaunga.
Pee raha hoon jee raha hoon, Hothon ko main see raha hoon, Katra katra mar bhi jaunga.
Insaaf Song Info:
Song: | Insaaf |
Singer(s): | Suraj Chauhan |
Musician(s): | Siddharth Amit Bhavsar |
Lyricist(s): | Suraj Chauhan |
Cast: | Parth Samthaan, Samreen Kaur |
Label(©): | Benchmark Entertainment |