Jo Tum Mere Ho Lyrics – Anuv Jain
Jo Tum Mere Ho Lyrics - Anuv Jain
Hairan hoon, Ki kuch bhi na mangu kabhi main, Jo tum mere ho.
Aisa ho kyun?, Ki lagta hai haasil sabhi hai, Jo tum mere ho.
Jo tum mere ho, To main kuch nahi, Maangu duniya se.
Aur tum ho hi nahi, To main jeena nahi chahu, Duniya mein.
Aur nazron mein mere, Ik jahaan hai, Jahan tu aur main, Ab saath hain.
Aur wahan koi nahin, Tu aur main hai.
Haye .
Aur aaoge aise aaoge, Teri meri kya yeh rahein, Yoon judi hain.
Aur raahon mein hi, Jo tum aye kabhi, Hum toh pyaar se hi, Maar jayenge.
Aur aaoge aise aaoge, Teri meri ab ye raahein, Yoon judi hai.
Aur raahon mein hi, Jo tum aye nahin, Hum toh fir bhi tumhein hi chahenge.
Jo tum mere ho, To main kuch nahi, Maangu duniya se.
Pooche yeh tu, Ki tujhme main kya dekhta hoon?, Jab charo taraf aaj, Kitne hi sare nazare hain.
Jaane na tu, Khud ko yoon na jaane kyun?.
Nazron se meri yahan, Dekho na khud ko zara.
Dekho na dekho na.
Zulfon se kaise zulfon se, Teri chupti pyari pyari si, Muskaan hai.
Aur nazarein jhuki, Aur nazarein uthi, Toh main kya hi karoon?, Barbaad main.
Tere hothon ko tere hothon ko, Jinse rakhti mere pyare pyare, Naam hai.
Aur dil ka tere, Aur dil ka tere, Ab main kya hi kahoon?, Kya baat hai!.
Aur haan dekho yahan, Kaise ayi do dilon ki, Yeh baraat hai.
Par kya khula aasmaan, Ya fir lai yahan zoro se, Barsaat hai?.
Chahein ho chaye bhi badaal toh, Chahein fir bhi tumhein, Kya pata tum ko?.
Maangoon na kuch aur jo, Tum mere ho.
Jo Tum Mere Ho Song Info:
Song: | Jo Tum Mere Ho |
Singer(s): | Anuv Jain |
Musician(s): | Angad Bahra |
Lyricist(s): | Anuv Jain |
Cast: | Balagopal PB, Farzana Palathingal |
Label(©): | Anuv Jain |