Mehmaan Lyrics – Coke Studio
Mehmaan Lyrics - Coke Studio
Tanu yei si aasimaa haath gijte ko qissa, Bana maa keetheel si rehmat seet keedoo meena, Tanu yei si aasimaa haath gijte ko qissa, Bana maa keetheel si rehmat seet keedoo meena.
Haan hairaan hoon main, Par veeraan nahi, Tera ehsaas hai, Teri yaad nahin.
Rum jhum rum jhum, Is ghata ki tarah, Mehmaan hoon, Tera samaan nahin.
Saalo mein paro ke, Raahaton ko kho ke, Beete hue aansoo ki, Yaariyaan samo ke.
Ajab kahaaniyon ki main humraah, Dhoondo chahe jitna bhi apne jahaan mein, Milungi kahaan main, tu hoon aasman mein, Chali chali main humraah.
Tanu yei si aasimaa haath gijte ko qissa, Bana maa keetheel si rehmat seet keedoo meena..
Chhoti chhoti khwahishein, Gungunati hain, Sajati hain ye duniya.
Barg-O-Bar ke aangan mein, Muskurati hai, Gul khilati hai ye duniya hmm...
Hairaton ki nagri ye duniya, Aa aa.. ye duniya.
Saalo mein paro ke, Raahaton ko kho kar, Beete hue aansoo ki yaariyaan samo ke, Ajab kahaaniyon ki main humraah.
Dhoondo chahe jitna bhi apne jahaan mein, Miloon gi kahaan main, tu hoon aasman mein, Chali chali main humraah (main humraah…).
Chaahaton ke bhi to raste kai hai, Dil ki nazar mein sab hi hum hi hai, Tum bhi hum hi ho, Hum bhi tumhi hi hain, Dil ki nazar mein sab hi hum hi hain.
Chaahaton ke bhi raste kai, Chun lo koi, Chaahaton ke bhi raste kai, Chun lo koi.
Sab hi hum hi hain, Sab hi hum hi hain, Sab hi hum hi hain, Sab hi hum hi hain.
Tum bhi hum hi ho, Hum bhi tumhi hi hain.
Mehmaan Song Info:
Song: | Mehmaan |
Album: | Coke Studio 15 |
Singer(s): | Nizam Torwali , Noorima Rehan , Zeb Bangash |
Musician(s): | Xulfi |
Lyricist(s): | Asfar Hussain, Xulfi, Zeb Bangash |
Label(©): | Coke Studio |