Mere Hisse Lyrics – Manish Joshi | Shriya Jain
Mere Hisse Lyrics
Ek pal mein lamha yun tham jaye, Jo tu dikh jaye aaj bhi, Hak mein mere woh ho jaye, Hai dua ye aaj bhi.
Mohabbat rooh se thi, Jismon se na, Ishq tere lafjon se tha, Hoton se na.
Mere hisse main ho jaye, Tu mera har lamha ban jaye, Yun fir sirhane so jaye laazmi.
Pehle paas hi reh jaye, Dil jazzbat ye keh jaye, Phir in rahon ke ho, Hum do darmiya.
Hath yun thamein, Chalte rahe hum, Mange khuda se, Bas ye dua.
Laut ke aayenge, Kehke gaye the, Jhoote the vade ya, Mile hi nahi the.
Mere hisse main ho jaye, Tu mera har lamha ban jaye, Yun phir sirhane so jaye laazmi.
Jo phir pass kahi reh jaye, Tu har khwabon mein bhi aaye, Yun dard ashkon main, Beh jaye aaj bhi.
Suhani si ek raat hogi, Jinme tu mere sath hogi, Baahon mein baahein thi, Aankhon se batein thi, Hazaron khwahishein, Yun adhuri reh gayi.
Dil bhi bevajah tha, Har dafa teri rah dekhe, Hai khada har bar nahi, Ek vaari kehde aa.
Tere hisse mein ho jaun main, Tera har lamha ban jaun main, Phir sirhane so jaye laazmi.
Teri baahon mein so jaun main, Tere khwabon mein kho jaun main, Bas rab se ho itni si ilteza.
Mere Hisse Song Info:
Song: | Mere Hisse |
Singer(s): | Manish Joshi , Shriya Jain |
Musician(s): | Mann Taneja |
Lyricist(s): | Manish Joshi |