Momma Lyrics – Emiway Bantai
Momma Lyrics
Circle hai small no drama, Ijjat aur paise kama raha main momma, Sab kiya tere liye, Dekhna chahta tujhe khush rozana.

Yeah yeah na mana kabhi haar tune, Yeah yeah main nahi momma hard tu hai, Yeah yeah abhi bhi young beautiful tu, Yeah yeah tere wajah se stage pe main, Yeah yeah.
Ye gana bana raha main tere liyе, Batane ye tu kitni merе liye, Ladi cheez hai badi se badi cheez hai, Kabhi nahi socha kya honge nateeje.
Leke chali mujhe jaise main hoon sahara, Rona wona band sapna poora hota ja raha, Pehle ke din yaad sona girvi pe jata, Aaj aisa samay seedha diamond utha raha.
Main ring mummy ko pasand hai bling, Isliye to beta bhi king, Bahut hi kathin kaati tu din, Lakdi ke chulhe pe khana pakane se leke, Gas tak sab dekhe din.
Isliye to rap game mein bap bana, Kam kara din raat zindagi bana raha, Mujhse bhidna nahi bin baat, Dekhta nahi kon hai fir bhid jaata bindas.
Circle hai small no drama, Ijjat aur paise kama raha main momma, Sab kiya tere liye, Dekhna chahta tujhe khush rozana.
Circle hai small no drama, Ijjat aur paise kama raha main momma, Sab kiya tere liye, Dekhna chahta tujhe khush rozana.
Circle hai small no drama, Ijjat aur paise kama raha main momma, Sab kiya tere liye, Dekhna chahta tujhe khush rozana.
Circle hai small no drama, Ijjat aur paise kama raha main momma, Sab kiya tere liye, Dekhna chahta tujhe khush rozana.
Yeah yeah na mana kabhi haar tune, Yeah yeah main nahi momma hard tu hai, Yeah yeah abhi bhi young beautiful tu, Yeah yeah tere wajah se stage pe main, Yeah .
Itna pyaar diya tune, Tabhi to aisa kuch bana hoon main, Shopping kar jaake tu bindas, Price tag dekhna abhi mana hai main.
Yahi to chahiye tha isliye to, Itte saal se bana raha music, Aaj apni lifestyle masha allah, Har koi bole mujhe main fatte bahot tez.
Speed jaise rocket, Ruke bina jabhi bhi gaunga, Tere ko pasand hai mere ko pasand hai, Wo jo tere ko kare khush, Main usi mein khush, Bole to phus ho ja rahe ye rapper, Mere saamne dhuss.
Mummy khush mere sunke, Boost kare mujhe, Itni cool mummy mili mujhe aye, Aur kya chahiye bolo mujhe, Itni cool mummy mili mujhe, Aye aye.
Circle hai small no drama, Ijjat aur paise kama raha main momma, Sab kiya tere liye, Dekhna chahta tujhe khush rozana.
Circle hai small no drama, Ijjat aur paise kama raha main momma, Sab kiya tere liye, Dekhna chahta tujhe khush rozana yeah.
Momma Song Info:
Song: | Momma |
Album: | Malum Hai Na |
Singer(s): | Emiway Bantai |
Musician(s): | Meme Machine |
Lyricist(s): | Emiway Bantai |
Label(©): | Emiway Bantai |