Mujhe Peene Do Lyrics – Darshan Raval
Mujhe Peene Do - Darshan Raval
Aaj sab peeyenge bhi ek sath, Aur jeeyenge bhi ek sath, Sabki sharab meri taraf se, Keh do.
Raat aayi hai raat aane do, Nasha hota hai nasha hone do, Dil jalta hai dil jalne do, Yaad aayi hai mujhe peene do.
Raat aati hai raat aane do, Nasha hota hai nasha hone do, Dil jalta hai dil jalne do, Yaad aayi hai mujhe peene do.
Tere pyaar ne sareaam, Badnam kar diya mujhe, Sharaab ka gulam kar diya mujhe, Na jee raha hoon na main mar saka.
Aisa mera hashar hai bann gaya, Jo pehle mehkhaana tha, Wo ghar hai bann gaya, Ki ab to saki ne bhi, Jaam ka hisab naa rakha.
Dard hota hai dard hone do, Jakham gehra hai isey rehne do, Aankhe roti hai inhe rone do, Yaad aayi hai mujhe peene do.
Raat aayi hai raat aane do, Nasha hota hai nasha hone do, Dil jalta hai dil jalne do, Yaad aayi hai mujhe peene do.
Raat aayi hai mujhe peene do, Yaad aayi hai mujhe peene do, Raat aayi hai mujhe peene do, Uski yaad aayi hai mujhe peene do.
Raat aayi hai mujhe peene do, Yaad aayi hai mujhe peene do, Raat aayi hai mujhe peene do, Uski yaad aayi hai mujhe peene do.
Raat ko phir aayenge!.
Mujhe Peene Do Song Info:
Song: | Mujhe Peene Do |
Album: | Judaiyaan |
Singer(s): | Darshan Raval |
Musician(s): | Darshan Raval |
Lyricist(s): | Gautam G Sharma, Gurpreet Saini |
Label(©): | Indie Music Label |