Proud Lyrics – Raftaar
Proud Lyrics
Yeah , Mr. nair!, Ra , 1988 se bonfire!.
Sab bole mujhe that i’m proud of you, Rab bole mujhe that i’m proud of you, Mera dil bole mujhe that i’m proud of you, Ghar wale bole we never doubt on you.
Sab bole mujhe that i’m proud of you, Rab bole mujhe that i’m proud of you, Mera dil bole mujhe that i’m proud of you, Ghar wale bole we never doubt on you.
Jo tera dil tu wo ban, Aage leke jayegi ye teri lagan, Tere sapnon ke liye abhi paise nahin, Aur maang ke laaye hum vaise nahin.
To karle jo karna hain karke jatan, Aaj ghutan seh le tu tod badan, Jod rakam jod le dhan sona chhod de, Haath na failana jeena chaud se son.
Ye nair’on ki shaan ke khilaaf, Murkhon se ladna ye gyan ke khilaaf, Samjhenge nahin ye ki dil tera saaf, Insaan ke nahin tu apmaan ke khilaaf.
Aye hak ki ladaayi hain to lad, Hak ki kamayi hain to, Kabhi chhodiyo na ek paisa, Toone abhi dekhi kam duniya, Tu jaana nahin har koyi hota nahin ek jesa.
Tu kaabil hain to mauke milenge, Par mauke dene vaalo se bhi dhokhe milenge, Beta ruk ke kariyo na naam badnaam mera, Keh diyo ab seedha show pe milenge, Toh ye locker wali baat dafan par, Par ghar se nikla sar baandh kafan, Jesa marke nikla fir aag se banke, Wo baaz jo karta na haar pasand.
Sab bole mujhe that i’m proud of you, Rab bole mujhe that i’m proud of you, Mera dil bole mujhe that i’m proud of you, Ghar wale bole we never doubt on you.
Sab bole mujhe that i’m proud of you, Rab bole mujhe that i’m proud of you, Mera dil bole mujhe that i’m proud of you, Ghar wale bole we never doubt on you.
Kar kabhi nimmoji pe shakk na, Maa ne bola meri izzat tu rakhna, Papa bole sahi raah pe chalna, Chhote mein bade mein kabhi karna farak na.
Lag raha tha ki kaali raat sath chhode, Meri badali ke bhai mere sath daude, Kare bhul beta kisi pe bhi haath chhode, Dil roya jab maa ne school aake haath jode.
Par maa ko bhi tha ye pata, Ki kapdon pe haste bada the rahees jaade, Papa dekhein ghar karein maa ka kaam, Maa bani papa poori tankha se meri fee daale.
Beta ab gaadi mein na keys daale, Sadkon pe cruise highway pe kheech daale, Sabke ghar vaalo se meri ye ghuzaarish, Inhe sapne jeene do inke gale mein, Na lease daale.
Vilen bana main fir bana raftaar, Sabar maare meri bhookh jesa star, Kalamkaar pariwaar naya sapna, Kalakaar se bhi zyada har koyi apna.
Kabhi ab feeling lu, Seedha 20 foot uchi ceiling lu, Khanna bhai kar lena dealing tu, Tum sath ho to bath ho ye b link too.
Daawat hain, daawat hain, Aaj mere apno ki daawat hain, daawat hain, Ye meri chahat hain, Sabko khilaane ki chhoti si chahat hain.
Aadat hain, aadat hain, Lad bhid ke chalne ki, Bachpan se aadat hain, Raahat hain, raahat hain, Mere apno ki khushi mein, Bahot zaada taakat hain.
Sab bole mujhe that i’m proud of you, Rab bole mujhe that i’m proud of you, Mera dil bole mujhe that i’m proud of you, Ghar wale bole we never doubt on you.
Sab bole mujhe that i’m proud of you, Rab bole mujhe that i’m proud of you, Mera dil bole mujhe that i’m proud of you, Ghar wale bole we never doubt on you...
Iss safar mein jisne bhi saath diya hain, Sabka shukriya, Ab kahaani aage leke jayegi kalamkaar pariwaar, Or its your boy raftaar nahin, Or its your bhai raftaar raah..
Proud Song Info:
Song: | Proud |
Album: | Mr Nair |
Singer(s): | Raftaar |
Musician(s): | Raftaar |
Lyricist(s): | Raftaar |
Label(©): | Zee Music Company |