Saath Hum Rahein Lyrics (Drishyam 2) – Jubin Nautiyal
Saath Hum Rahein Lyrics
Jale jab suraj, Tab saath hum rahein, Dhale jab chanda, Tab saath hum rahein.
Hansi jab chhalke, Tab saath hum rahein, Hon bheegi palkein, Tab saath hum rahein.
Khud ki parchhaiyan, Chahe muh mod le, Vaasta tod le, Tab bhi saath hum rahein.
Hai hamein kya kami, Hum bichha kar zameen, Aasmaan odh le, Yun hi saath hum rahein.
Jale jab suraj, Tab saath hum rahein, Dhale jab chanda, Tab saath hum rahein.
Hansi jab chalke, Tab saath hum rahein, Hon bheegi palkein, Tab saath hum rahein.
Khushrang jis tarah, Hai zindagi abhi, Iska mizaaj aisa hi, Umar bhar rahe, Umar bhar rahe.
Bhoole se bhi nazar, Lag jaye na kabhi, Masoom khoobsurat hi, Is qadar rahe is qadar rahe.
Jo badal chhayein, Tab saath hum rahein, Baharein aaye, Tab sath hum rahein.
Din itminaan ke, Ya imtehaan ke, Jo bhi naseeb hon, Milke baant-te rahe, Baant-te rahe.
Kaaton ke bich se, Thoda sambhal ke, Najuk si pattiyan, Milke chhant-te rahe, Chhant-te rahe.
Dikhe jab taare, Tab saath hum rahein, Bujhe jab sare, Tab saath hum rahein.
Jale jab suraj, Tab saath hum rahein, Dhale jab chanda, Tab saath hum rahein.
Saath Hum Rahein Song Info:
Song: | Saath Hum Rahein |
Album: | Drishyam 2 |
Singer(s): | Jubin Nautiyal |
Musician(s): | Devi Sri Prasad |
Lyricist(s): | Amitabh Bhattacharya |
Cast: | Ajay Devgn |
Label(©): | Panorama Music |