Sab Ho Jaane De Lyrics – Mirzapur
Sab Ho Jaane De - Mirzapur
Nazaron se na choo mujhe, Thoda kareeb aane de, Reshami in raaton ko, Aise na dhal jaane de.
Betabiyan beinthaan hai, Kuch aur badhane de, Pyar se pyar ko jala ke, Khud mein sulag jaane de.
Hain moam se lamhe to jal jaane de, Aa nazron se dil ko pighal jaane de, Ye raatein khamosh si baithi hui hai, Kaano mein pyaar ghul jaane de.
Ab sab ho jaane de, Ab sab ho jaane de, Ab sab ho jaane de, Ab sab ho jaane de, Ab sab ho jaane de, Ab sab ho jaane de.
Ab sab ho jaane de, Ab sab ho jaane de.
Betaabi beintaah hai, Madhosiyon ka kaarwan hai, Gir jaane de parde sabhi, Hadd mein rahe na kuch kahin, Behaki hui badmashiyan hai.
Ha-Ha .
Hai makhmali tere in baahon ke ghere, Aa kaid kar mujhko tu aaja, Halak pe ye mere teri saanso ke phere, Rukk ja tu aaj kahin na jaa.
Betabiyan beinthaan hai, Kuch aur badhane de, Bekabu bechainyan hai, Ek bar seemat jaane de.
Hai moam se lamhe to jal jaane de haye, Aa nazaron se dil ko pighal jaane de, Ye raatein khamosh si baithi hui hai, Kaano mein pyaar ghul jaane de.
Ab sab ho jaane de, Ab sab ho jaane de, Ab sab ho jaane de, Ab sab ho jaane de, Ab sab ho jaane de, Ab sab ho jaane de.
Sab Ho Jaane De Song Info:
Song: | Sab Ho Jaane De |
Album: | Mirzapur 2 |
Singer(s): | Pratichee Mohapatra |
Musician(s): | Ajay Jayanthi |
Lyricist(s): | Ginny Diwan |
Label(©): | Zee Music Company |