Tere Nashe Mein Choor Lyrics – Gajendra Verma
Tere Nashe Mein Choor - Gajendra Verma
Humming .
Ik mujhko to teri talabh si hai, Aur is mausam ne aag lagayi, Tujhe choone ki zidd bhi gazab si hai, Mere dil mein kyun mache tabahi.
Bhula ke tu gham ko, Apne ab to hosh khone do, Roko na khud ko, Jo bhi hota hai aaj hone do, Tere hothon ko choo ke main.
Tere nashe mein hoon choor, choor, Tere nashe mein hoon choor, choor.
Ye kaisa asar hai tera mujh pe, Koi jaadu hai, samjhu na o o, Tu jitna bhi kareeb aati hai, Utna mushkil hai, na choo na.
Is lamhe mein jo mange de dunga, Waise jaan maine tujhpe lutayai, Dil naajuk sa hai mera jaane jaan, Bas tu karna na laparwahi.
Bhoola ke tu gham ko, Apne ab to hosh khone do, Roko na khud ko, Jo bhi hota hai aaj hone do, Tere hothon ko choo ke main.
Tere na she mein hoon choor, choor, Tere nashe mein hoon choor, choor, Tere nashe mein hoon, Choor, choor….
Bhula ke tu gham ko, Apne ab to hosh khone do, Roko na khud ko, Jo bhi hota hai aaj hone do, Tere hothon ko choo ke main.
Choor, choor.., Tere nashe mein hoon.., Choor, choor….
Tere Nashe Mein Choor Song Info:
Song: | Tere Nashe Mein Choor |
Singer(s): | Gajendra Verma |
Musician(s): | Gajendra Verma |
Lyricist(s): | Gajendra Verma |
Cast: | Gajendra Verma, Manasi Moghe |