Tu Yaheen Hai (Tribute) Lyrics – Shehnaaz Gill
Tu Yaheen Hai (Tribute)
Kabhi to milega raasta tera mera, Raat ki hai chadar, Mein chhup gaya hai sawera.
Sun ve fakira, Nind se uthade mujhe fir se tu, Jogiya ve peera, Hasna sikhade mujhe fir se tu.
Har khushi mein hai, Aansuon mein bhi, Door kab tu gaya hai.
Mere dil ko pata hai, Tu yahin hai yahan hai, Mere dil ko pata hai, Tu yaheen hai yahan hai...
Tera mujhko rulake fir se, Mujhe hasana to yaad hai, Khud hi tune sataya khud hi, Tera manana bhi yaad hai.
Wo hassi teri zindagi meri, Tu chura le gaya hai.
Mere dil ko pata hai, Tu yaheen hai yahan hai, Mere dil ko pata hai, Tu yaheen hai yahan hai...
Oh sang tere jo gujare lamhe, Wo din wo raatan ne thodiyan, Naal tere thi dekhni, Day aur diwali te lohri’yan.
Le lu teri main har bala, Dil ne aur manga bhi kya hai.
Mere dil ko pata hai, Tu yaheen hai yahan hai, Mere dil ko pata hai, Tu yaheen hai yahan hai...
Kabhi to milega raasta tera mera, Raat ki hai chadar, Mein chhup gaya hai sawera.
Sun ve fakira, Nind se uthade mujhe fir se tu, Jogiya ve peera, Hasna sikhade mujhe fir se tu.
Bas bata de tu chhod ke mujhko, Kon se ghar gaya hai.
Mere dil ko pata hai, Tu yaheen hai yahan hai, Mere dil ko pata hai, Tu yaheen hai yahan hai...
Tu Yaheen Hai (Tribute) Song Info:
Song: | Tu Yaheen Hai (Tribute) |
Singer(s): | Shehnaaz Gill |
Musician(s): | Raj Ranjodh |
Lyricist(s): | Raj Ranjodh |
Label(©): | Shehnaaz Gill |