Yeh Haalaath Lyrics – Jubin Nautiyal | Mumbai Diaries
Yeh Haalaath Lyrics
Thamti chalti ye jumbishein, Dikhti chupti ye ranjishein, Girta lage hai aasman, Chubta kaanto sa ye jahan.
Andhere mein hi ujala hai ye, Jara sa sahi, Sawalon mein hi irada mile, Aur raahein nayi.
Yeh haalaath hai ye jazbaat hai, Kyun dil mein bhare sawalaat hai, Ye haalaath hai ye jazbaat hai, Kya sar se utha rab ka hath hai.
Har pal badlegi karwatein, Kismat ki bheegi silwatein, Ye lamha lagta hai veeran, Kya mit payega ye nishan.
Andhere mein hi ujala khile, Jara sa sahi, Sawalo mein hi irada mile, Aur raahein nayi.
Ye jazbaat hi to saugaat hai, Ye sikhe agar to kya baat hai, Ye jazbaat hi to saugaat hai, Ye sikhe agar to kya baat hai.
Ye haalaath hai aur jazbaat hai, Kyun dil mein bhare sawalaat hai, Yeh haalaath hai ye jazbaat hai, Kya sar se utha rab ka hath hai.
Ye jazbaat hi to saugaat hai, Ye sikhe agar to kya baat hai, Ye jazbaat hi to saugaat hai, Ye sikhe agar to kya baat hai.
Yeh Haalaath Song Info:
Song: | Yeh Haalaath |
Album: | Mumbai Diaries |
Singer(s): | Jubin Nautiyal , Zara Khan |
Musician(s): | Ashutosh Phatak |
Lyricist(s): | Niranjan Iyengar |
Label(©): | Ashutosh Phatak |