Zaroori Hai Kya Ishq Mein Lyrics – Meet Bros
Zaroori Hai Kya Ishq Mein Lyrics
Kinare aakho ke aaj fir ho gaye numm, Darare saaso ko de gyi hai ye gamm, Kinare aakho ke aaj fir ho gaye numm, Darare saaso ko de gayi hai ye gamm.
Toota-Toota main toh is tarah, Judna mushqil hai ab jis tarah, Jis tarah.
Zaroori hain kya ishq mein, Isa dil ko dard ho, Zaruri hai kya ishq mein, Khuda bhi khudgarz ho.
Zaruri hai kya ishq mein, Iss dil ko dard ho, Zaruri hai kya ishq mein, Khuda bhi khudgarz ho.
Shamil ho gayi tu ginke dard mein, Karu mahsus pal-pal tujhe, Tu hai ja chuki, mujhko chhod ke, Teri yaade na chhode mujhe.
Jhutha-jhutha tera khawaab tha, Chup kyun ab tu mujhko ye bata, Ye bata.
Zaroori hain kya ishq mein, Iss dil ko dard ho, Zaroori hain kya ishq mein, Khuda bhi khudgarz ho.
Zaruri hai kya ishq mein, Iss dil ko dard ho, Zaruri hain kya ishq mein, Khuda bhi khudgarz ho.